Zulm Sahe Na Lyrics - Insaniyat(Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi).
Zulm Sahe Na song Lyrics from album Insaniyat.The song is sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi. Lyrics of Zulm Sahe Na song has written by Rajendra Krishan and The music of this song is given by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra. The music video of Zulm Sahe Na's song is directed by Ramchandra Narhar Chitalkar -C. Ramchandra.
Zulm sahe na zulm kare na
Yahi hamara nara hai
Rahe chain se sabhi desh
Hume apna desh pyara hai
Zulm sahe na zulm kare na
Yahi hamara nara hai
Rahe chain se sabhi desh
Hume apna desh pyara hai
Zulm sahe na zulm kare na
Hum na kisi ko dharti mange
Aur na mal khajana
Apni rakshya aap kare
Sikhe talwar chalana
Sikhe talwar chalana
Sikhe talwar chalana
Sikhe talwar chalana
Jhukana aur na kabhi jhukana
Sacha dharam hamara hai
Rahe chain se sabhi desh
Hume apna desh pyara hai
Zulm sahe na zulm kare na
Sacha hai bas wahi sipahi
Jo na kare tabahi
Jivan ke sangram me
Sab hai ek barabar rahi
Ek barabar rahi
Apne apne sukh ko dhoge
Ye kartav hamara hai
Rahe chain se sabhi desh
Hume apna desh pyara hai
Zulm sahe na zulm kare na
God bhari ho mata ki
Aur chamke mang suhagan ki
God bhari ho mata ki
Aur chamke mang suhagan ki
Bane rahe ye nanhe balak
Sad hi shoba aangan ki
Bhala hi chahe bhala hi mange
Ye kartav hamara hai
Rahe chain se sabhi desh
Hume apna desh pyara hai
Zulm sahe na zulm kare na.
All lyrics are property and copyright of their owners. All lyrics provided for educational purposes and personal use only. Copyright @ 2019-2024 hindimarathilyrics.in